Posts

PUBG Ka Addiction Or Usse Hone wala Nuksaan

Toh kya haal hai aap k... Mey hu apka apna Onestopstuffs. Topic : PUBG K Nuksan Or Fayedey. Pichly blog mey mene bataya tha kuch basic information PUBG k bary mey agar aap ne abi tak nai padha hai usy toh jaa k padh skty ho nichy diye gaye link par click kr k.    Toh chaliye shuru karty hai aaj ka humara topic jismey hum PUBG khelne walo k addiction k bary mey jane ge or isky nuksaan kya kya hai wo jane gy. PUBG Addiction PUBG ek aisa nasha ban chuka hai humary aaj k generation mey k usne kaise logo ki jaan le chuka hai, ghr kharab kr diya hai, yaha tak k jo 25 se 35 saal k log hai wo b is k addict ho chuky hai naa wo job par jaty hai or na koi kaam krty hai. WHO ( WORLD HEALTH ORGANIZATION ) se ya pata chala hai k PUBG ki waja se aapko Long Term k liye Health Issue ho skty hai, Jaise Blood pressure, Mental illness, Less Sleep etc. Ye health Problems hone ka reason ye hai ki jb aap game mey puri tarha se lag jaty ho or aapka opponent/enemy aap ko kill

PUBG Kya Hai??

Toh kya haal hai aap k.. Mey hu One stop stuffs... Or chaliye shuru krty hai humara pehla blog. Topic : PUBG    Jaisa k aap apne aas pas dekh skty ho har koi PUBG mey laga hua hai, koi classes se niklne k baad, koi school se nikalne k baad, job k break time mey, koi auto rickshaw mey to koi chalty chalty. Har jagha aapko bs pubg k he baary mey sun ne ko milta hai. Agar aap nahi janty k kya PUBG kya hai toh ye Blog aap k he liye hai mere dost.. or agar aap janty b hai toh b padhle gareeb ki dua lagegi.    PUBG ek online multiplayer game hai jisy single, dual, or squad khela ja skta hai. 100 log ek game mey participate kr skty hai. Ismey ek map rehta hai jismey tarha tarha ki jagha hoti hai jaise schools, hospital, mansion, containers etc. Jagha jagha pe guns, pistols, grenades, health kits jaisi chizy hoti hai. Plane us map k upar se jata hai 100 logo ko le kar k. Jo player jis place pe chahy us place pe jaa skta hai plane se jump kr k. Map mey utar jane k k baad h